wo ek rat ka tanha badal tha
jo guzar gaya, jo tham gaya,
na phr lot saka, na phr rok saka,
jo kal shab ankhun se barsa tha.
wo pani tha, srf pani tha.
na us ka koi humdum tha na us k lye koi tarpa tha.
pus na jane kio khamoshe main wo barsa tha.
na jane wo kis bt k lye tarsa tha.
wo to har rat barsta hai.
na jane kis bt k lye tarasta hai.
na jane kb wo ajye.
aur ankh k ansu tham jayen.
par wo to kbhe ba aiga.
jo pichli rat ka phar tha,
aur na jane kb tk,
ye rat ka badal barsa karega.
Aji, ye aapne kya keh diya?!!! Mere dil ko chhu gayi ye aapki baatein…
Baadal kya, yahaan meri aankhen baras gayi…
Likhte rahiye yun labz… aapke in baaton mein kashish hai, ki insaan kya, aasmaan bhi hil jaaye!
oho!!!!!!!!!!!!!! compliment de dya yar !!!!!!!!!!! love u !!!!!!!!
have a fun day!
hmmm
http://itistimetothinkformyself.blogspot.com/2010/07/jingles-july-follower-awards-happy-4th.html
AWARDS,
PLEASE PICK 2 TO 5 TO ACCEPT,
THANK YOU!
yeh bohat umdah laikin udaas nazam mujhe bhi udaas kar gai 😦
thnx for dropping your comments