Rooth kar, naraz rah kar,
koi dil udas kar gaya.
Khafa rah kar, Saza de kar,
Koi humse mau mor gaya
Khamosh rah kar, Tanha chor kar,
Koi hamen andhere main chor gaya
Usse koi ye to khabar kare zara,
wo anjane main rula gaya
Humein Apni Zaat Se Juda Kar Kay
Humein Khud Se Hi Begana Kar Gaya