Yaadien kch is tarah mujhse khafa hain
jin yaadon k sang wo raatein then
ab wo raatien bhe mujhse khafa hain
jis rah par main nikli the
wo rah bhe mujhse khafa rahe
ek pal jo khd ko us k hamrah paya
us pal ko bhe khd se khafa paya
jo khd ko apna andar dhundna chaha
to khd apne ap ko bhe khafa paya
har ek mujhse khafa raha kuch is tarah
jo khd ko tanha paya har us jagah
Jab Log Khud Se Khafa Rahenge
Zindagi Ko Bura Bhala Kahenge
Muhabbat Ek Ajnabi Sathi Hogi
Dukh Dost Aur Sukh Shaki Honge
Kyu Rotey Phiren Sanam K Liye
Taklif Pe Hamari Jo Haste Honge
Us Ka Soch K Muskaro Har Pal
Khushi Ki Teri Dua Mangte Honge
[ Another Fazool Poetry From Bhaiya So Bhaiya K Zoq Pe 100 Baar HunH Karen Aur Foran Se Pehle Apnay Yellow Yellow [Sorry White White] Teeth Ki Smile Den 🙂 ]
wow 🙂
lo je ab meri itni fazul poetry k neche ap itni achi nazm likh denge to kaun meri parhega :S
Agreed with Wasif.
oviously he is wasif bhai agree to hona he hai
hehe
haha so very funny
Oh ho to isme narazgi ki kia baat hai….
koi narazgie ke bt nhe hai 😛
main ne socha samne wale ko tease krte hain 😛 😀
Haan ji aapka favourite past time…
lo je main ne kb ap ko irritate kya?
To phir kisko tease kernay ki baat horehi thi ?
kisi ko nhe :S
did you write this??
is awesome =D
most of the poems on this blog are written by me 🙂
Amanat Ali killed that song!