sar bazam rat pe kiya huamujhe gahm hai ye k bura hua
mere raz par mas e hal par mere chashm e nam tapak gaye
mujhe zabt e gahm ye goror tha mere ansun ne wafa na ke
mujhe ap q na smjh sake khd apne dil se puchye
meri dastan e hayat ka to wark wark hai khula hua
mujhe ek gali main para hua ek bad naseeb ka kaht mila
kahin khoon se likha hua, kahin ansun se mita hua
meri zindagi k chirag ka ya mizaj koi naya nhe
kbhe roshni main jala hua aur kbhe bhuja hua
mujhe hum safar mila koia to sitam zarif meri tarah
kaye manzilun ka thaka hua, kaye raston ka kata hua
mujhe jo bhe dushman jan o mal, wohe khafa kar mila
na kisi ki chot galat pari na kisi ka teer khata hua
For the first time, i understand the poetry. 🙂
hmmmm 🙂
Poem was good but whenever you will read it, you will get sad !
agreed 🙂
itni spelling mistakes ! … theek to kar lo 🙂
kbhe galte se he sahe tareef bhe krlete hain :S
itni spelling mistakes wali ghazal ki tareef kis baat ki karoon ? k wah ji wah kia khubsoorat spelling mistakes ki hain … k samajh hi nahi aata 😛
urrrrrrrrggggggggggghhhhhhhhhh :@
phir spelling mistake … “urrrrrrrrggggggggggghhhhhhhhhh” nahi “arggggggggghhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh” hota hai
😛
je nhe urrrrrrrrrrrrrrrrrrgggggggggggggggghhhhhhhhh he hota :@