Barish ke boondon se koi yad agaya.
Gilli mitti ke khusbu ne dil ko bah liya
Chiryon ke chahchaht ne bharpor sath diya
Aur patoon ke sirsarahat ne kami ko pura kar dala
Sunsan galiyan bni sabab us ki yad kiya
Is dheemi barish ne phr se hum ko rula diya
sunsan rat main kch rah gaye tanha
Aur kch us ki yaadon ne tanha kar dala.
Ek tanhai ka sath raha kch is tarah
saya bhe na raha hamrah kch is tarah
Par barish ne na sath choro kch us tarah
YE KHOOBSURAT MASUAM AUR YE RAFAQAT E TANHAI
Beautiful sensation in your words! 🙂
Love girl.. I love your words…
Keep expressing 🙂
thaak u soo very much…
nut one thing is that these are my sisters words 🙂
i had just made a poem out of them
is this yours anum ? 🙂
nope
they are rida’s word
n i gave it a shape of poem 🙂 😀
“Sunsan galiyan bni sabab us ki yad ka
Is dheemi barish ne phr se hum ko rula diya”
Apke es sher ne to…. hum ko hila diya!!! 🙂
Literally… Awsum work …!!! thanks for sharing!!! 🙂
ab aesa bhe nhe hai 😀
anyways thnx for commenting