ae kash, aesa na hota
hum kbhe barey na hotey,
wo bachpan bht pyara tha,
wo nazuk, masoom dil bht pyara tha,
jb hum khol kr muskurate the.
Aee kash, aesa no hota
hum kbhe barey na hote ,
na kisi ko hum se shikayat hote,
na koi hum se kbhe khafa hota
sb bacha smjh kr maf krdete.
Aee kash, aesa no hota ,
wo ami ka anchal bht pyara tha,
wo khauwb bht pyare the,
jinhe dekhte the aur tutne ka khof na hota tha,
wo wkt bhe guzar gaya .
Aee kash, aesa na hota .
hum kbhe barey an hote.
This reminds me of a song by “Nayara Noor”, it goes like this;
“Kabhi hum khoobsoorat the… Kitaboon mai basi kushboo ki manind saans saqin thi ….”
One on my fav songs!!!
Thanks for sharing!!!
🙂